People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Mauka Mauka
Lyricist: Shloke Lal
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/mauka-mauka/RgBceABvVgY
Video:
Badh Badh Badh Badh
Badh Badh Badh Badh

Jo Na Badhana Vansh Ae
Abhi Jo Tera Ansh Ae
Kahe Ko Lena Chansh Ae

Tu Laga Le Helmet
Kyun Ki Savdhani Hati
To Durghatna Ghati

Na Chute
Mauka Mauka Mauka Mauka
Na Chute
Mauka Mauka Mauka Mauka

Na Chute
Mauka Mauka Mauka Mauka
Na Chute Mauka
Are Mauka Wai Mauka

Badh Badh Badh Badh
Badh Badh Badh Badh

Kaahe Kismat Tujhe Aajmaani Hain
Zindagi Ye Teri Raat Raani Hain
Kaahe Kismat Tujhe Aajmaani Hain
Zindagi Ye Teri Raat Raani Hain

Dengue Ke Machharon Se O Bachana Tu
Angrakshak Tera Ye Machhardani Hain

Life Mili Ye Vansh Ae
Na Tera Mama Kansh Ae
Kaahe Ko Lena Chansh Ae

Tu Laga Le Helmet
Kyun Ki Savdhani Hati
To Durghatna Ghati

Na Chute
Mauka Mauka Mauka Mauka
Na Chute
Mauka Mauka Mauka Mauka

Na Chute
Mauka Mauka Mauka Mauka
Na Chute Mauka
Are Mauka Wai Mauka
Mauka Mauka Mauka Mauka

Mauka Mauka Mauka Mauka.
Angana Angana
Music: Ana Rehman
Lyricist: Shloke Lal
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/angana/KlFafh1TBXc
Video:
Nain ye matware
Teri raah dekhe aare
Rootha hai kya humse maan ja

Na lage hai mann ye
Kaisa hai khalipan ye
Aa bhi jaa ab aise na sata

Nain ye matware
Teri raah dekhe aare
Rootha hai kya humse maan ja

Na lage hai mann ye
Kaisa hai khalipan ye
Aa bhi jaa ab aise na sata

Tanha ghar hai nihare teri raahein
Dil ka angana angana angana angana
Angana angana angana angana ho
Pukare tera angana angana angana
Angana angana angana angana
Sab lage soona, suna hai angana

Meri ankhiyon ka paani bhi hai tu hi
Meri yaadein jhaanke thikane wo tere mere

Meri ankhiyon ka paani tu
Meri zuban bhi tu
Batiyon mein tu
Kore pannon pe tere bin kaate jo din
Likhti hu har subah
Lamha tarse nihare teri raahein

Dil ka angana angana angana angana
Angana angana angana angana ho
Pukare tera angana angana angana
Angana angana angana angana
Sab lage soona, suna hai angana

Marzi hai ye teri kyun likha yun ae khuda
Uske bin adhoore din ye mere ghamzada

Hath pasare dekh neyazi itna maang raha
Hath pasare dekh neyazi itna maang raha
Tanha ghar hai chaahun main laut jaana uske
Angana angana angana angana
Angana angana angana angana ho

Pukare tera angana angana angana
Angana angana angana angana.
Ajj Mera Yaar
Singer: Amit Mishra
Lyricist: Shloke Lal
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/ajj-mera-yaar/HgshUyxdW3I
Video:
Ishq ko bana le hathiyar bandeya
Tu jeet lega jag leke pyar bandeya
Ishq ko bana le hathiyar bandeya
Tu jeet lega jag leke pyar bandeya

Sahara ho tera
Kinara main tera
Sitaara tu mera
Tujhe paake jhoome gaaye dil mera

Yaara meri zindagi ye roshan hui
Khwaabon se jab se ki dil lagi
Yaara meri zindagi ye roshan hui
Khwaabon se jab se ki dil lagi

Ni ajj mera yaar yaar yaar
Nachda rave o nachda
Ni ajj mera yaar yaar yaar
Nachda rave o nachda
Ni ajj mera yaar yaar yaar
Nachda rave o nachda
Ni aaj mera yaar yaar yaar
Nachda rave o nachda

O ranjhe da noor leke jogiya…